Kya se Kya huein

Fiona Diaries

765777

Kabhi kabi humaare zindagi main aise gam hotein hain jinhe kisiko bayan nahi kar saktein..
Kyonki hum jaantein hain ki in dard ki gehraion ko aur koi nahi samajh sakta humaare alaawa..

Kabhi kabhi humein andhere main rona parta hai is dar se ki kahi apna hi aks humein rota hua na dekhle…
Dartein hai hum ki apne is haal pe kahi khud ko yaki na ho…ki hum kya thein aur kya ho chalein hain.

Humein malalal toh is baat ka hai ki humnein humesha galat insa pe yaki kiya…
Hum toh unki zindagi main khud shama ban ke jalein unhe roshni dikaanein magar jab humein jarurat pari toh woh humaari hi zindagi andhera kar gae..

Hum toh itna roe ki kambakht in ashqon ne bhi humein dhokha de diya ab to…sukhein palkon se ab toh hum rone ka ehsaas kartein hai…

Ab hum toh hum na rahein ab toh…

View original post 26 more words